Main Zindagi Ka Saath Nibhaata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhein Mein Udata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhein Mein Uda...
Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha-2
Manana Fizul Tha-3
Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya-2
Har Fikar Ko Dhein Mein Uda...
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya-2
Muqaddar Samajh Liya-2
Jo Kho Gaya Mein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhein Mein Uda...
Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan-2
Na Mehsoos Ho Jahan-2
Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya-2
Main Zindagi Ka Saath Nibhaata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhein Mein Udata Chala Gaya.
Writer(s): Jaidev, Ludiavani Sahir
Lyrics powered by www.musixmatch.com