Facebook
Twitter
Report Problem

Meri Kahani Bhoolne Wale Lyrics

Mohammed Rafi - Meri Kahani Bhoolne Wale
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Meree kahanee bhulne wale

Meree kahanee bhulne wale, teraa jahan aabad rahe
Meree kahanee
Teree khushee par me mit jau, duniya meree aabad rahe
Meree kahanee

Mere git sune duniya ne magar, meraa dard koyee naa jan saka
Naa jan saka
Ek teraa sahara tha dil ko, ek teraa sahara tha
Too bhee naa mujhe pahechan saka
Too bhee naa mujhe pahechan saka
Bachpan key woh git purane, aaj tujhe naa yad rahe
Meree kahanee

Me apna fasana keh naa saka, mere dil kee tamanna dil me rahee
Lo aaj kinare par, lo aaj kinare par aake
Armano kee kashtee dub gayee
Armano kee kashtee dub gayee
Kismat ko manjur yahee tha, lab par mere fariyad rahe
Meree kahanee

Meree kahanee bhulne wale, teraa jahan aabad rahe.
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru